🚫 Purane aur Chemical Rango ko kahein 'NAA'! 🚫
Kya aap jante hain ki market mein milne wale pakke rangon mein lead, chromium aur glass powder ho sakta hai? Thodi si laparwahi aapki skin, ankhon aur saans lene mein takleef paida kar sakti hai.
Is saal badlijiye apni Holi ka tarika! 🌸✨
✅ Organic Rango ka prayog karein: Yeh prakritik hote hain aur skin ko nuksan nahi pahunchate.
✅ Phoolon ki Holi: Sabse sundar aur safe tarika tyohar manane ka.
✅ Purane rang phenk dein: Expired ya purane rakhe hue rang infection ka karan bante hain.
📺 Dr. Ashwani Tandon ne video mein bataya hai ki Holi ke dauran kaun-kaun si galtiyan aankhon aur skin ke liye khatarnak ho sakti hain.
Video ko end tak dekhein aur apno ke saath share karein.
Surakshit Holi hi asli khushi hai.